Ramadan timetable in india

Ramadan me kya karna galat hai
Ramadan me Kya nahi karna chahiye? Ramadan kab se Hain 2020? Ramadan Mubarak date 2020
Ramadan Sharif ki fazilat
Roza rakhne ki niyat
Roza iftaar ki dua
Ramadan 2020 timetable


Ramadan ul Mubarak Islamic calendar ka 9va mahina hai. Yeh hamare liye sabse nek mahina hota hai, jisme Allah ki rahmat uske bandon ke behad kareeb hoti hai. 
Ramadan me 29-30 din roze rakhe Kate Hain. Roze me sehri khayi jati hai aur pure din bina kuch khaye piye nek Amal kiye Kate Hain.


Ramadan 2020 kab se Hain

Ramadan 2020 24,April ki sham se shuru Hain jo 23,may 2020 ko khatm ho jaenge.


Ramadan timetable 2020

Neeche up ke lucknow ka sehri aur iftar ka timetable dikhaya gaya hai.
Ramadan 2020 ka sehr aur iftaar ka time niche di gayi table me dikhaya gaya hai.


Roza rakhne ki dua

Roza rakhne ke liye sehri khane ke baad yeh dua padi jti hai. Yeh dua har musalman ko yaad honi chahiye. 



Roza iftaar ki dua

Roza iftaar Karne ke liye yeh dua padte Hain,isko padne ki bahut badi fazilat hai.


Ramadan me Kya nahi karna chahiye
Najar par kabu rakhein viprit sex par galat najar na dalein.
Jhooth na bolein
Kisi se ladai jhagde na karein
Gaali galauch na karein
Sahi kapde pahne aur paak rahein
Jyada jor se na hanse
Khane ke baare me na sochein
Bajan kam Karne ya kisi aur etwar se roza na rakhein
You karyon se bachein
Ashleel baatein na karein



Roza rakhne ke fayde
Ramadan Mubarak ke mahine ke roje rakhna har Muslim mard- Surat ke liye farz Hain?
Roza rakhne ki bahut badi fazilat, than Tak k Mai Ramadan Mubarak ke mahine ke roze rakhne ki fazilat bayan nahi Kar sakta.
Ramadan Mubarak ke roje rakhne wale ke Allah tabarak bataala are gunah masf Kar deta hai, aur uski har jaij tamanna Puri karta hai.
Ramadan Mubarak ke roze rakhne walon ki sabhi musibatein tal jati Hain.
Ramadan ul Mubarak ke rozon ki fazilat ko hadeeson me bayan ki gayi hai.
Ramadan ul Mubarak ke roze rakhne se tamasm jismani beemariyan khatm ho jati Hain. Sciense bhi use manta hai.

Ramadan Mubarak ke mahine me roje Darin ko iftaar karanne ki bahut badi fazilat. Har saal log gareebon ko arbo-kharbo dollar ki iftaar karadete Hain.


Ramadan Mubarak me gareebon ki madad karni chahiye.

Ramadan Shareef ke   mahine me Isha ki namaaj ke baad 20 rakat taravih Ada ki jati Hain. Taravih sunnat hoti Hain.







To Guys Mai ummeed karta hun ki aapko hamari yeh post pasand asyi hogi. Hamari is post ko jyada se jyada SHARE karein. Aur comment karein. Aur hamare blog ko subscribe karein.

Guys aap ashleel cheejon ko to share karte rahte Hain hamari is post ko aap jyada se jyada share karein.
Mai ummeed karta hun ki jo is post ko apni Facebook aur WhatsApp group me kam se kam 11 jagah share karega uski dua jaroor kubool hogi.

Aur use logon Tak Ramadan ka Farman pahuchane ka sabab to milega hi milega.

Thanks for reading

2 comments:

Thanks Guys