MNS Se Nursing karein bilkul free

MNS se nursing karein bilkul free
To dosto aaj ki is post me hum baat karenge B.Sc Nursing
ki. Ki MNS B.Sc Nursing kya hai. Mns ke fayde etc.


MNS B.SC NURSING KYA HAI-
To dosto jaise aap jante hi honge ki
B.sc nursing medicine line ka ek graduation
level ka 4 year ka programe hai.
Aur MNS military national service hai.
Jise hum indian army ke name se bhi jante
Hain. Yeh entrance exam ke anusar b.sc nursing
me admission deta hai.


MNS SE B.SC NURSING KARNE KE FAYADE-
Generally dosto b.sc nursing ki fees
50,000-1,50,000 hoti hai lekin mns
B.sc nursing bilkul free me karata hai
sath hi ulti stipend(salary) deta hai.
Aur mns se nursing karne ke baad aapko
Bahut achchi salary ki job mil jati hai.
Isse aap defence me bhi ja sakte hain.


B.SC NURSINGKE BAAD SALARY-
B.Sc nursing ke baad private hospital me
20,000 se jyada sallary pa sakte hain. Jo expirience
Ke sath badti rahti hai aur 1lakh se bhi aage tak ja
sakti hai. Aur sarkari hospital me aap 34,000 se
Shuru hokar 1.5 lakhs tak salary pa sakte hai.


COURSE DURATION-
b.sc 4 saal ka hota hai.


MNS B.SC NURSING ADMISSION PROCESS-
Yahan admission mns entrance exam ke dwara
hota hai.


MNS ELLIGIBITY-
ONLY FEMALE CANDIDATE ELLIG1BLE.
1,INDIA ka nagrik ho.
12th pass with PHYSICS, CHEMISTY,
ENGLISH AUR BIOLOGY with a
recognised board.

To dosto abhi bhi apko koi
daut ho to aap mujhe comment
Kar sakte hain. Mai apke daut
Clear karunga.
Aur is post ko jyada se
Logo ko share karke unko
Iski information dein.

HAMARE 'INFORMATION HUB' KO
SIGN IN KAREIN.

12 comments:

Thanks Guys