NAME SE RESULT CHECK KAREIN


NAME SE RESULT KAISE CHECK KAREIN

Sabse pahle google me upmsp.edu.in search karein.
Sabse upar wali upmsp ki site ko open karein.
Ab aapko scroll karte hue niche aama hai, jahan aapko महत्वपूर्ण सूचना एवं डाउनलोड me ek is prakar ka option milega_
वर्ष 2020 के हाइस्कूल/इंटरमीडिएट के परीक्षार्थी अपने शैक्षिक विवरणों की जाँच करने हेतु लॉग इन करें| विवरण में त्रुटि होने की दशा में उसके सुधार हेतु प्रधानाचार्य को आवेदन देना होगा| Download notification
Is prakar ke option par click karna hai.
Ab aapke samne ek page open hoga jisme aapko apni class, college, distic(janpad) select karna hai.
Aur name ke option me name ke starting ke 2 words likhna hai. example- Sa
Ab aapko search student par click kar dena hai.

Is prakar jitne bhi student ke name un words se start hote honge wo sabhi aapke samne aa jaenge. Jisme unka roll no. , father
Name, mother name registration no. Bhi diya hoga.
Is prakar aapko roll no. Mil jaega ab aap uska result
Simplly roll no. Dalkar check kar sakte hain.

To dosto aapko hamari post pasand aayi ho to
Ise jyada se jyada share karein.
Comment karein.
Aur hamari nai nai upadate pane ke liye SUBSCRIBE karein.

No comments:

Post a Comment

Thanks Guys